Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dusri mohabbat || hindi shayari
Mohabbat ho gayi hai shayad
Mai firse chaand ko pane chala hu
Bhut roya tha ek bar jo krke
Wahi galti firse dohrane chala hu🍂
मोहोब्बत हो गई है शायद
मैं फिर से चाँद को पाने चला हूँ
बहुत रोया था एक बार जो करके
वही गलती फिर से दोहराने चला हूँ🍂
Title: Dusri mohabbat || hindi shayari
Yeh duniyaa hai janab || True Lines Status
Yeh duniyaa hai janab, mehfil me badnaam
aur akele me salaam karti hai
ਯੇ ਦੁਨੀਆਂ ਹੈ ਜਨਾਬ, ਮਹਿਫ਼ਿਲ ਮੇ ਬਦਨਾਮ,
ਔਰ ਅਕੇਲੇ ਮੇ ਸਲਾਮ ਕਰਤੀ ਹੈ!!
