Enjoy Every Movement of life!
Inkaar kar deti, Ijhaar kyon kiya.
Saath mein nahi rehna, toh phir Pyaar kyon kiya…???💔
इंकार कर देती ,इजहार क्यो किया ।
साथ में नही रहना ,तो फिर तूने प्यार क्यो किया…???💔
Apni nazro se kaho esi nazro se na dekhe muje😍
Nazar uthti nhi meri nazro se takrane ke baad👀
Bhut sambhala hai dil hi to hai❤
Kahi machal na jaye nazar milane ke baad🙈
अपनी नज़रों से कहो ऐसी नज़रों से ना देखें मुझे😍
नज़र उठती नहीं मेरी नज़रों से टकराने के बाद👀
बहुत संभाला है दिल ही तो है❤
कहीं मचल ना जाये नज़र मिलाने के बाद🙈
