Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Be-Wafa Zindagi || Hindi 2 lines shayari
Ye Be-Wafa Zindagi Bhi Tumhare Naam Karte Hain
Suna Hai Be-Wafa Ki, Be-Wafa Se Khoob Banti Hai..!
Title: Be-Wafa Zindagi || Hindi 2 lines shayari
Duaa ki duaa || dard shayari hindi
duaa ki duaa kaam na aai woh kaisa waqt hoga
jo waada kar gya shaam ko aane ka
kai shaam gai saal beeta jo hame aise intezaar me chhod gya woh aakhir kaisa shakhsh hoga
दुआ की दुआ काम ना आई वोह कैसा वक़्त होगा
जो वादा कर गया साम को आने का
कई साम गई साल बिता जो हमें ऐसे इंतजार में छोड़ गया वोह आखिर कैसा शख्स होगा
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

