Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi
Teri khamoshi mujhko kr rahi khamosh hai,
jane tujhe kya hua hai aur kya mera dosh hai,
mai khud se puchu kai swaaal ki kyu tu madhosh hai,
tu premika thi fir kyu sab jaan k bhi bihosh hai..
Title: Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi
Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari
Abhi to rat shuru hui hai
Itni jaldi hame kaha sona hai🙃
Abhi to yad karna hai kisi ko
Abhi to ji bhar ke rona hai💔
अभी तो रात शुरू हुई है
इतनी जल्दी हमें कहाँ सोना है🙃
अभी तो याद करना है किसी को
अभी तो जी भर के रोना है💔
