Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad hai woh har pal || love shayari
Yaad hai woh har ek pal
Joh guzre tere sath ….!
Ankhon meh pyaar lekar
Jab muskuraye the hum sath….!
Na tha kal ka darr
Na thi kal ki parwaah…
Guzare woh saare pal
Sochkar wohi ho akhri lamha…!
#dwrites✨
Title: Yaad hai woh har pal || love shayari
Wo nahi milega mujhe || sad shayari || two line hindi shayari
Mujhe maalum tha ki wo nahi milega mujhe
Use maalum tha ki mujhe ishq hai us se💔
मुझे मालूम था की वो नहीं मिलेगा मुझे
उसे मालूम था की मुझे इश्क़ है उस से💔

