Skip to content

Palkaan thalle akhaa ne

Title: Palkaan thalle akhaa ne

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


True lines || ghaint hindi shayari

Sone chandi ko khajano mein rakha jata hai
Boodhe logo ko dalaano mein rakha jata hai
Rang hote hain bas khushboo nhi hoti jinmein
Unhi foolo ko guldano mein rakha jata hai💯

सोने चांदी को खजानों में रखा जाता है
बूढे लोगों को दालानों में रखा जाता है
रंग होते हैं बस, खुशबू नहीं होती जिनमें
उन्हीं फूलों को गुलदानों में रखा जाता है💯

Title: True lines || ghaint hindi shayari


हम कौन है🤔 ||Motivational quote

Hindi shayari || motivational shayari || Fark nhi padhta hum kaun hain..mayne ye rakhta hai...hum kya kar sakte hain....
Fark nhi padhta hum kaun hain..mayne ye rakhta hai…hum kya kar sakte hain….