
Eda nahio chahan hundiya..!!
Befikre ho nhi saunde sajjna
Jinna nu parwahan hundiya..!!

tere naam || sad whatsapp video status || sad shayari
khwahish nahi rahi ab jine ki humein
bacha jo zivan humne tere naam kiya ..!!
jo chal raha us chand dhadkno ke silsile ne
tera naam liya subah shaam liya..!!
dil ko chir kar tere sitam jo sahe humne
us har sitam mein khud ko humne zaar zaar kiya..!!
jo sanse bachi hain is seene mein
kasam se inhone mujse jada tujse pyar kiya..!!
is mohobbat ne gazab ka aram yun diya
mera sab kuch kho k tere naam kar diya..!!
Tumhe dekhte hai to tumhe pane ka man karta hai
Door ho jate hai to mar jane ka man karta hai
Hum karte hai pyar tumhe na jane kyu
Zindgi ka har pal
tumhare naam kar jane ka man karta hai