
Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai,
Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,
Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein,
Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai🙌
मुश्किलों में भाग जाना आसान होता है,
हर पहलू ज़िन्दगी का इम्तिहान होता है,
डरने वालों को कुछ मिलता नहीं ज़िन्दगी में
और लड़ने वालों के कदमों में जहान होता है🙌
हमारे लिए उनके दिल में चाहत ना थी ,
किसी ख़ुशी में कोई दावत ना थी ,
हमने दिल उनके कदमों में रख दिया ,
पर उन्हें ज़मीन देखने की आदत ना थी।
Hamaare liye unke dil me chahat na thi,
kisi khushi me koi dawaat na thi
hamne dil unke kadmon me rakh diya
par unhe zameen dekhne ki aadat naa thi
