Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq ke mareez || two line hindi shayari
Kya khaak tarakki ki hai is duniya ne😒
Ishq ke mareez to aaj bhi be ilaaj bethe hain😕
क्या खाक तरक्की की है इस दुनिया ने,😒
इश्क के मरीज़ तो आज भी बे इलाज़ बैठे हैं।😕
Title: Ishq ke mareez || two line hindi shayari
Woh Nahi jaanti || Heart Broken hindi Shayari
Woh Nahi jaanti maine kis kadar aapno ko khoyeaa hai
Vikram jo hasaata tha kabhi auroon ko
Aaaj woh kitna foot foott royea hai
वो नही जानती मैंने किस कदर अपनों को खोया है,
विक्रम जो हँसाता था कभी औरों को आज वो कितना फूट फूट रोया है।

