Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Izhar e Mohabbat || love shayari
Teri arzoo karta hun Mai
Teri guftagu sunta hun mai
Tere Chand se is chere ko yuhi nahi takta hun mai
Tere labo se nazre hathi nahi
Teri Ankho se ankhe milti nahi
Sab Naseeb ka khel hai yunhi nahi kheta hun mai
Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu Teri arzoo karta hun mai
Kyu Teri guftagu sunta hun mai
Kyu tere chere ko takta hun mai
Kyu tere labo se nazre hathi nahi Teri ankho se ankhe milti nahi
Kyu kyu kyu
Is kyu ka bhi ik jawab hai
Is kyu ka bhi ek jawab hai
Tujhe bepanah chahta hun mai
Tujhe mohabbat karta hun mai
Teri muskurahat ke liye
Teri khilkhiahata ke liye
Sare gamo ko bhul kar bhi muskuraya karta hun mai
Teri farrrmaaaishe
Teri sari khwahishe
Mukammal karna chahta hun mai
Tujhse mohabbat karta hun mai
Teri siyah zulfo ko
Tere surkh hotoh ko
Sajana chahta hun mai tujhe bepahan chahta hun main
Tujhse mohabbat karta hun mai
Title: Izhar e Mohabbat || love shayari
Uski Tareef Main chand Alfaaz || love hindi shayari
Uska chand sa Noorani chehra dekhne se, Meri subah main bhi ho jaati raat.
Insaano main wo shaamil na hoti, Fariston jesi thi usme kuch baaat.
Sukhi sukhi dukh bhaari zameen main bhi, khushiyon ki toofani baarish hoti jab hoti wo mere saath. ❤️
उसका चाँद सा नूरानी चेहरा देखने से, मेरी सुबह मेंभी हो जाती रात
इंसानों में वो शामिल न होती, फरिश्तों जैसी थी उसमें कुछ बात
सूखी सूखी दुख भरी ज़मीन में भी
खुशियों की तूफानी बारिश होती जब होती वो मेरे साथ❤️
