
or sab karzo se bura mohobat ka karz hota hai
arey tu de le jitne zakham dene
hai mere dil ko
akhir pathro ko kaha dard hota hai
Enjoy Every Movement of life!

Allah ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein
Talaash rizk ki hai raziq ka khyal hi nahi💯
अल्लाह को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
तलाश रिज्क की है राजिक का ख्याल ही नहीं💯
Sabr ke sahil se ho gya hai mera rabta
Ab dekh lena tum mai rounga nahi…🙌
सब्र के साहिल से हो गया है मेरा राब्ता
अब देख लेना तुम मैं रोऊंगा नहीं…🙌