Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Socha na tha || hindi sad shayari
Chodd kar chali jaogi ye socha na tha,
Mere Pyar ko iss kadar thukraogi socha na tha,
Aur pyar kiya to beshumaar tha tumse,
Magar tum iss kadar tadpaogi socha na tha.
Title: Socha na tha || hindi sad shayari
Pal || hindi shayari || true love shayari
Pal bhar tere sath mein jo sukun mila tha
Kaash vo pal meri life ka aakhri pal hota❤
पल भर तेरे साथ में जो सुकून मिला था
काश वो पल मेरी लाइफ का आखरी पल होता❤
