Enjoy Every Movement of life!
Kuch lutaya hai ,
Kuch gavaya hai ,
Hatho mien haath dalkar chalne ka vadha maine nibhaya hai…..
Jab sath tha tab bhi intezar tha
Jab dur hai tab bhi intezar hai
Kya faida aise intezar ka jab insan hi badhkirdar hai……
Chodkar aise haal mien kitne din muskuraonge
Upar bhi Jana hai Saab khuda ko kya mu dhikaonge…..💘🙃.”
.
.
……by Myheart😉❤️
Vo najre👀 chura kar yun nikalte hain jaise panne🧾 palatne se khani khatam hojayegi❤️🔥
वो नजरें👀 चुरा कर यूं गुजरते हैं जैसे पन्ने🧾 पलटने से कहानी खत्म हो जाएगी❤️🔥
