The sound around the peace of heart and mind blurs everything🍁
Enjoy Every Movement of life!
The sound around the peace of heart and mind blurs everything🍁
Shayad Main isliye piche hu,
Mujhe Hoshyari nahi aati,
Beshak log na Samjhe meri Wafadaari,
Magar yaaro Mujhe Gaddari nhi aati..
Poore shehar mein myassar nhi hawa kahi,
Bas meri rooh hai jo dar dar bhatkati hai..
पूरे शहर में मयस्सर नहीं हवा कहीं,
बस मेरी रूह है जो दर दर भटकती है…