Skip to content

Pehal kiti diliye || Kisaan ekta || farmer protest

Pehal kiti diliye tu jo sute sher wangare
vekh teri hikk te chadh ke ni soorme launde jaikaare

ਪਹਿਲ ਕੀਤੀ ਦਿਲੀਏ ਤੂੰ ਜੋ ਸੁੱਤੇ ਸ਼ੇਰ🐯 ਵੰਗਾਰੇ,
ਵੇਖ ਤੇਰੀ ਹਿੱਕ ਤੇ ਚੜ੍ਹ ਕੇ ਨੀਂ ਸੂਰਮੇ ਲਾਉਂਦੇ  ਨੇ ਜੈਕਾਰੇ,⛳

Title: Pehal kiti diliye || Kisaan ekta || farmer protest

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tuta dil tute khuab || sad hindi shayari

Sad hindi shayari || Tuta dil tute khwaab nam aankhe 
Sab uski dain h 
Aur kitni masumiyat hai usme 
Badle me duayein chahta h
Tuta dil tute khwaab nam aankhe 
Sab uski dain h 
Aur kitni masumiyat hai usme 
Badle me duayein chahta h

Title: Tuta dil tute khuab || sad hindi shayari


Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……

जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….

Title: Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari