Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
udas firta ho || Hindi shayari
Kehte hai yu udaas firte ho
sardiyeo ki shaamo me
is tarah hi hota hai
is tarah ke kaamo me
कहते हैं यूं उदास फिरते हो
सर्दियों की शामों में
इस तरह ही होता है
इस तरह के कामों में…………
Title: udas firta ho || Hindi shayari
Yeh zakham se bharaa hua dil || sad dard shayari hindi
यह जख्म से भरा हुआ दिल है जनाब
इसे महेफिल से ज्यादा तन्हाई रास आती है
Yeh zakhm se bhara hua Dil hai Janaab
Isse mehfil se zyada Tanhaii raas aati hai

