Skip to content

Pehli aur aakhiri khwahish😍 || true love shayari || two line shayari

यूं तो ख्वाहिशें हजार है मेरी पर पहली और आखिरी तुम हो😍

Yun to mushkile hjaar hai meri par pehli aur akhiri tum ho😍

Title: Pehli aur aakhiri khwahish😍 || true love shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhar gya hai dil || sad hindi shayari || broken shayari

Ab to wafa ke naam se mukr jata hai dil,
Ab to ishq ke naam se dar jata hai dil,
Ab kisi dilase ki zaroorat nhi hai,
Kyunki ab har dilase se bhar gya hai dil💔

अब तो वफ़ा करने से मुकर जाता है दिल, 
अब तो इश्क के नाम से डर जाता है दिल, 
अब किसी दिलासे की जरूरत नही है,
क्योंकि अब हर दिलासे से भर गया है दिल।💔

Title: Bhar gya hai dil || sad hindi shayari || broken shayari


Mohobbat ya nasha || beautiful love shayari || two line shayari

Mohobbat hai ya nasha tha jo bhi tha kmaal tha
Rooh tak utarte utarte jism ko khokhla kar gya🍁

मोहब्बत है या नशा था जो भी था कमाल का था
रूह तक उतारते उतारते जिस्म को खोखला कर गया🍁

Title: Mohobbat ya nasha || beautiful love shayari || two line shayari