Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri zindagi fizool tere bina || love Punjabi shayari || Punjabi status
Auna mere kol te stauna vi menu hi e😐
Khyalan tereyan nu na labbe🤷 na koi labbe mere bina..!!
Teri yaad to vanjha ho ke v chain na mile😇
Hoyi Fizool e meri zindagi fizool tere bina♥️..!!
ਆਉਣਾ ਮੇਰੇ ਕੋਲ ਤੇ ਸਤਾਉਣਾ ਵੀ ਮੈਨੂੰ ਹੀ ਏ😐
ਖ਼ਿਆਲਾਂ ਤੇਰਿਆਂ ਨੂੰ ਨਾ ਲੱਭੇ🤷 ਨਾ ਕੋਈ ਲੱਭੇ ਮੇਰੇ ਬਿਨਾਂ..!!
ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਤੋਂ ਵਾਂਝਾ ਹੋ ਕੇ ਵੀ ਚੈਨ ਨਾ ਮਿਲੇ😇
ਹੋਈ ਫਿਜ਼ੂਲ ਏ ਮੇਰੀ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਫਿਜ਼ੂਲ ਤੇਰੇ ਬਿਨਾਂ♥️..!!
Title: Meri zindagi fizool tere bina || love Punjabi shayari || Punjabi status
Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari
Main aur meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ke tum hote to kaisa hota ..
Shayad jaisa socha tha sab kuchh vaisa hota main teri aur tu mera hota..
Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota
Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota
Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota ……
