

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.
Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.
Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye
Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye
Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai
Berang zindagi jeene ki kosish hai
Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal
Woh sukoon se bharaa hua kal
Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge
Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.
Ohne jado menu zindagi cho kaddeya
Mein ohnu khayalan cho kadd shaddeya
Jaan laggeya kehnda menu bhul ja
Mein hass ke keha kado da tenu bhula shaddeya 🙌
ਉਹਨੇ ਜਦੋਂ ਮੈਨੂੰ ਜਿੰਦਗੀ ਚੋ ਕੱਢਿਆ
ਮੈਂ ਉਹਨੂੰ ਖ਼ਿਆਲਾਂ ਚੋ ਕੱਢ ਛੱਡਿਆ
ਜਾਣ ਲਗਿਆਂ ਕਹਿੰਦਾ ਮੈਨੂੰ ਭੁੱਲ ਜਾ
ਮੈਂ ਹੱਸ ਕੇ ਕਿਹਾ ਕਦੋ ਦਾ ਤੈਨੂੰ ਭੁੱਲਾ ਛੱਡਿਆ…🙌