Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
apne khoon se tumahara || Pagal ishq || hindi shayari
Likhne ko to hm kitaab bhi likh sakte the,
Har panne par tumhare alfaaz likh sakte the,
Magar khuda ko ye manzoor kahan tha,
Warna hm to apne khoon se tumhara naam likh sakte the.
@80rullah
Title: apne khoon se tumahara || Pagal ishq || hindi shayari
Tere naam ho jau || Love shayari
तेरे इश्क में इस तरह नीलाम हो जाऊँ,
आखरी हो तेरी बोली और में तेरे नाम हो जाऊ
Tere ishq me is tarah neelam ho jau
aakhri ho teri boli aur me tere naam ho jau




