Hisaab jo manga mohobbat ka, to unse diya na gya..
Pyar jo beshumar unke liye tha, vo unse liya na gya..
Humne to dil laga ke ki thi yaari, saboot to humse diya na gya..
Ab chupkar rote hain vo, judaai ka zehar bhi unse piya na gya..🙃
हिसाब जो मांगा मोहब्बत का, तो उनसे दिया ना गया..
प्यार जो बेशुमार उनके लिए था, वो उनसे लिया ना गया..
हमने तो दिल लगा के की थी यारी, सबूत तो हमसे दिया ना गया..
अब छुपकर रोते हैं वो, जुदाई का ज़हर भी उनसे पिया ना गया..🙃
Aaj kal pata nahi kyu laghta nahi sukoon jaisa, laghta hai ki sabka soch ke hi tune tera din banaya hai aisa, koi tujhe samjhta nahi ye baat tu maan ke chalna, koi tujhe chahiye nahi ye baat tu thaan ke chalna
Kyuki
Tere liye tu jo hai tere liye dujhe kon? Tera hai ye safar ispe nahi hai kisi ko haq, tu kaisi hai, who can judge? Tera dil bole tujhko, tera hai ek lamba safar, tujhe rukna nahi itni jald, aage hai kaafi kuch tere liye, bas tu sabr rakh.