Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil ka dard || SAD SHAYRI || zindagi hindi shayari
APNE DIL KA DARD KISI KO MAT BATAYA KAR..🤞
JAYADA PARESHAN HO TO BHAGWAN KE SAMNE BAITH JAYA KAR..🙏
YE DUNIYA TERE DARD KA MAZAK BANA DEGI..🙃
INKE SAMNE TO SIRF JUTHI HANSI HE KAMAYA KAR 😊
अपने दिल का दर्द किसी को मत बताया कर🤞
ज्यादा परेशान हो तो भगवान के सामने बैठ जाया कर🙏
ये दुनिया तेरे दर्द का मज़ाक बना देगी🙃
इनके सामने तो सिर्फ झूठी हँसी ही कमाया कर 😊
Title: Dil ka dard || SAD SHAYRI || zindagi hindi shayari
Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari
Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯
हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯



