

sad shayari || life shayari
kisipe aitbaar chahe karna
magar kisise koi umeed matt rakhna
jinka man bhar jaya karta hai na
vo aksar rooth jaya karte hain
rooth kar chale jate hain
fir vapis nahi aaya karte hain
zindagi ki haqeeqat yahi hai jnab
yaad karte hain vo humko bhul jane ke liye
log pass aate hain hamare humse door jane ke liye..!!
Waqt bura hai ya bure hum ho gye
In ankhon mein ansuyon ke siwa kuch nhi hota
Has leta hu logo ko dikhane ke liye
Vese to dard ki kitaab hai meri zindagi 💔
वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए
इन आंखों में आंसुओं के सिवा कुछ नही होता
हँस लेता हूं लोगों को दिखाने के लिए,
वैसे तो दर्द की किताब है मेरी जिंदगी💔