Skip to content

shayari jit haar-ad50f6bf

Title: shayari jit haar-ad50f6bf

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumko bhool jana || love sad shayari hindi

Ghadi ki tarha chalte ho tum hamare dimagh mein,
Tumko Yaad karne ki wajah nahi hoti.
Hawa ki tarah jhoomte ho tum hamare khayalon mein,
Tumko bhulane ki koshish nahi horahi.
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki,
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki
Maan kar isey khudrath ka faisla chale bhi gaye hum dur,
Kambakht kismat phir se paas le aayi.
Zid hamari bhi hai ke hojayenge tumse dur,
Kyun ki tumhare pyar mein wo pehle jaisi kashish nahi rahi.

Title: Tumko bhool jana || love sad shayari hindi


Yaad rakhna || Hindi shayari || True line shayari

Yaad rakhna..
Jo gusse me chod kar gya vo jarur vapis aayega
Par jo muskura kar chod kar gya vo kabhi vapis nhi aayega ✨

याद रखना…
जो गुस्स में छोड़ कर गया वो ज़रूर वापस आएगा
पर जो मुस्कुरा कर छोड़ कर गया वो कभी वापस नही आएगा ✨

Title: Yaad rakhna || Hindi shayari || True line shayari