Skip to content

Punjabi shayari sad sharaab || main bahut peeti

main bahut peeti, peeti main bahut tainu bhulan lai
pee k main mehfil sazaai fatt ishq de seen lai
pr chandri eh na charri, te na hi teri yaad mitta saki

ਅੱਜ ਬਹੁਤ ਪੀਤੀ, ਪੀਤੀ ਮੈਂ ਬਹੁਤ ਤੈਨੂੰ ਭੁੱਲਣ ਲਈ
ਪੀ ਕੇ ਮੈਂ ਮਹਫਿਲ ਸਜਾਈ ਫਟ ਇਸ਼ਕ ਦੇ ਸੀਨ ਲਈ
ਪਰ ਚੰਦਰੀ ਇਹ ਨਾ ਚੱੜੀ, ਤੇ ਨਾ ਹੀ ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਮਿਟਾ ਸਕੀ

Title: Punjabi shayari sad sharaab || main bahut peeti

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kabhi aao to || Hindi shayari

Baadlo ke aage bhi ek shehr hai
Us shehar ke aage mera ghar bas ek pehar hai
Kabhi aayo to pahadon vali sadak le lena tum
Agar gum hue to baadlon ki madad le lena tum
Aur milo mujse to swaal km hi puchna
Agar chup raha mein to ankhein padh lena tum
Kabhi aayo to pahadon vali sadak..

बादलो के आगे भी एक शहर है
उस शहर के आगे मेरा घर बस एक पहर है
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क ले लेना तुम
अगर गुम हुए तो बादलो की मदद ले लेना तुम
और मिलो मुझसे तो सवाल थोड़े कम ही पूछना
अगर चुप रहा मै तो आखें पढ़ लेना तुम
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क….

Title: Kabhi aao to || Hindi shayari


Bro sis love || two line shayari || beautiful lines

Bhai kabhi apni behan ko girne nhi dega khud utha kar patak de vo baat alag hai 😁

भाई कभी अपनी बहन को गिरने नही देता खुद उठा कर पटक दे तो बात अलग है 😁

Title: Bro sis love || two line shayari || beautiful lines