Skip to content

Puraane Din || happy days

Hothon pe muskan thi,

Kandho par basta tha,

Sukoon ke mamle me,

Wo zamana sasta tha..! 🙂

Title: Puraane Din || happy days

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nazrein gunahgaar aapki || hindi shayari || beautiful lines

Gunahgar to nazre hai aapki 
Wrna kaha ye phool se chehre naqab mangte hai😊

गुनाहगार तो नज़रे हैं आपकी
वरना कहाँ ये फूल से चेहरे नक़ाब मांगते हैं😊

Title: Nazrein gunahgaar aapki || hindi shayari || beautiful lines


Wo nikal gaye || hindi bewafa || dard shayari

WO NIKAL GAYE || HINDI BEWAFA || DARD SHAYARI
Wo nikal gaye mere raste se is kadar ki
jaise ki wo mujhe pehchante hi nahi
kitni daffa jakham khaye hain
mere is dil ne
fir bhi hum us bewafa ko bewafa mante hi nahi