Skip to content

Purane Dost || dosti shayari

Aaj thoda naam kmaya to log kehte ke purane dost chor kyu nhi deta,,
Ab unhe kya pta shraab jitni purani hoti hai nasha utna hi gehra hota hai..❤️

आज थोड़ा नाम कमाया तो लोग कहते हैं के पुराने दोस्त छोड़ क्यों नही देता
अब उन्हें क्या पता शराब जितनी पुरानी होती है, नशा उतना ही गहरा होता है..❤️

Title: Purane Dost || dosti shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaash kabhi aisa ho || love hindi shayari

kaash kabhi aisa ho
ke rone pe wo muskuraaye
me rahu na rahu
wo zindagi chhod ke na jaye

ਕਾਸ਼ ਕਭੀ ਐਸਾ ਹੋ
ਕਿ ਰੋਨੇ🥺 ਪੇ ਵੋ ਮੁਸਕੁਰਾਏ😊
ਮੈਂ ਰਹੂੰ ਨਾ ਰਹੂੰ
ਵੋ ਜਿੰਦਗੀ❤ ਛੋਡ ਕੇ ਨਾ ਜਾਏ💔

Title: Kaash kabhi aisa ho || love hindi shayari


Zindagi se badi saza ||sad shayari

Zindagi se bdi saja hi nahi
Aur kya jurm hai pta hi nahi
Itne hisso me bat gya hu mai 
Mere hisse me kuchh bacha hi nahi💔

ज़िन्दगी से बड़ी सज़ा ही नही
और क्या जुर्म है पता ही नही
इतने हिस्सो में बट गया हूं मैं
मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नही💔

Title: Zindagi se badi saza ||sad shayari