
Woh us shaksh se poosho
jisne dil tootne ke baad bhi
intezaar kiyaa ho
Enjoy Every Movement of life!

Sab trah ki deewangi se wakif hain hum
Par maa jaisa chahne wala zmane mein koi nhi hai 😇
सब तरह की दीवानगी से वाकिफ हैं हम
पर मां जैसा चाहने वाला जमाने में कोई नहीं है !!😇
Prem Parichay Ko Pehchan Bana Deta Hai,
Prem Registaan Ko Gulistaan Bana Deta Hai,
Main Apni Aap-beeti Kehta Hoon Gairon Ki Nahin,
Prem Insaan Ko Bhagwaan Bana Deta Hai.