
tumhe sangeet aur khud ko me gayak samjhta hu
auro ke vicharon se nahi avgat me itna hu
me bas kavya hu tera tumhe sheershak samjhta hu
Enjoy Every Movement of life!

You cant make yourself happy until you know the meaning of love🍁
Aakhe khuli toh jaag uthi hasrate tamam
us ko bhi kho diya jise paya tha khawab me
आँखें खुलीं तो जाग उठीं हसरतें तमाम,💞
उस को भी खो दिया जिसे पाया था ख़्वाब में😔