Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.
Enjoy Every Movement of life!
Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.
Khabar khabar ki aas mein wo bekhabar nikal gaye ,
Ummed na thi phir bhi Jane kiyo woh badal gaye…..!!!
खबर खबर की आस में वो बेखबर निकल गए
उम्मीद न थी फिर भी जाने क्यों वो बदल गए…..!!!
