Skip to content

Pyar aur nafrat || two line shayari || hindi shayari

Pyar aur nafrat dono hi kya kamaal karte hain,
Ho agar shiddat se to zindagi barbaad karte hain 🙌

प्यार और नफरत दोनो ही क्या कमाल करते हैं ,
हो अगर सिद्दत से तो जिंदगी बर्बाद करते हैं|🙌

Title: Pyar aur nafrat || two line shayari || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard dene wala || sad but true lines || hindi shayari

Hindi dard shayari || Dard dene wala bhi bhut kuch sikhakar jata hai
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!
Dard dene wala bhi bhut kuch sikhakar jata hai
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!

Title: Dard dene wala || sad but true lines || hindi shayari


Nazrein churana || urdu shayari

YOUN NAZRAIN CHURAANA HUM SE AAP KA BA KHUSHI OR BAARHAA

ZAALIM KABHI SOCHNA KITNA DUSHWAR KUN HAIN YEH MARHALA

یوں نظریں چرانا ہم سے آپ کا با خوشی اور بار ہا

ظالم کبھی سوچنا کتنا دشوار کن ہے یہ مرحلہ 

Title: Nazrein churana || urdu shayari