Skip to content

pyar ke liya chora dosti || pyar vs dosti

PIYAR KE LIYE CHORA DOSTI,

DIMAG ME DIYA JOR KAM OR

DIL KE SATH KYA JABARDASTI,

AJ WO KAHA OR ME KAHA….

AJ NA RAHA PIYAR OR NA RAHI DOSTI..

@ROBZWAY

Title: pyar ke liya chora dosti || pyar vs dosti

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Na aankhon me need hai || dil and love shayari

Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain

Title: Na aankhon me need hai || dil and love shayari


Mera dard || sad shayari || two line shayari

Mera dard meri nam ankhein sab fizool hai kya
Tu sahi hai to tu bhi meri trah pagl ban ja bol tujhe qabool hai kya…🍀

मेरा दर्द मेरी नम आंखें सब फिजूल है क्या
तू सही है तो तू भी मेरी तरह पागल बन जा बोल तुझे ये
कुबूल है क्या…🍀

Title: Mera dard || sad shayari || two line shayari