Skip to content

Pyar ki shuruwat || Hindi love shayari

Pagal bhi samajhdar bhi tere pyar ne bnaya

Tu na thi jab Sara samay akele hi bitaya

Na jane us din kya hua tha konse sitare chamke the meri zindgi ke

Achi baat hai hmari mulakat hui or mere gaon me arse se barsat nhi hui thi par us din barshat bhi hui

Or us din dub gya tha mein baarish me nhi teri aankoh me

Title: Pyar ki shuruwat || Hindi love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aam Mila Kerte Hain || True love shayari

Muhabbat Mujhe Tum Se Nahi Tere Kirdaar Sey Hai
Warna Haseen Log To Bazar Me Aam Mila Kerte Hain.

Title: Aam Mila Kerte Hain || True love shayari


Meri rooh tere shehr ki hawa mange || two line shayari || hindi shayari

Bimar Zindagi dwa mang rahi hai
meri rooh tere shehar di hwa mang rahi hai..♥

बीमार ज़िन्दगी दवा मांग रही है
मेरी रूह तेरे शहर की हवा मांग रही है..♥

Title: Meri rooh tere shehr ki hawa mange || two line shayari || hindi shayari