Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mashroof ho shayad || hindi shayari
Bhut mashruf ho shayad, jo hum ko bhool bethe ho,
Na ye pucha kaha pe ho, na yeh jana ke kaise ho💔
बहुत मशरूफ हो शायद, जो हम को भूल बैठे हो,
न ये पूछा कहाँ पे हो, न यह जाना कि कैसे हो।💔
Title: Mashroof ho shayad || hindi shayari
Adhoori Baate (अधूरी बातें) || Two line shayari || sad shayari
Dil ki baate dil me hi reh gyi
Mulaaqaat na hui harr baat adhoori reh gyi..💔
दिल की बातें दिल में ही रह गई
मुलाक़ात न हुई हर बात अधूरी रह गई।। 💔
