Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari
Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai.
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀
दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀
Title: Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari
Jhutha taan mein hi haan😔💔 || sad punjabi shayari
Jhutha ta me hi Han je aaj ve jee reha…😔
tere bin jee nhi skda roj khnda si💔
ਝੂਠਾ ਤਾਂ ਮੈਂ ਹੀ ਹਾਂ ਜੋ ਅੱਜ ਵੀ ਜੀ ਰਿਹਾ …..😔
ਤੇਰੇ ਬਿਨ ਜੀਅ ਨਹੀਂ ਸਕਦਾ ਰੋਜ਼ ਕਹਿੰਦਾ ਸੀ।💔
