
Pehla jhalleya Wang hasaunda e..!!
Fr tinka tinka tod ke dil da
Tadfa tadfa ke rawaunda e..!!

Hath thaam kar sath nibhane ki batein bhi yaad aati hai
Beete har lamhe mein har lamha talabgar hai🙃
Dil to aaj bhi mere pass hai,
Lekin dhadkne aaj bhi tumhari wafadar hai❤️🤞
हाथ थाम कर साथ निभाने की बातें भी याद आती हैं,
बीते हर लम्हे में हर लम्हा तलबगार है…🙃
दिल तो आज भी मेरे पास है,
लेकिन धड़कने आज भी तुम्हारी वफादार है…❤️🤞
Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.