Skip to content

Pyar tumse || hindi shayari || two line shayari

Pyaar tumse krte hai
To ladne dusre ke pass thore jaynge…😘

प्यार तुमसे करते हैं
तो लड़ने दूसरे के पास थोड़े जाएंगे…😘

Title: Pyar tumse || hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari

Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯

गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯

Title: Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari


Meri kabr || two line shayari

Bhut rishtedaar hai mere mohalle walo ke lekin
Tere kadmo ki aahat sirf meri kabr par rukti hai…💯

बहुत रिश्तेदार हैं मेरे मोहल्ले वालों के, लेकिन,
तेरे कदमों की आहट सिर्फ मेरी कब्र पर रुकती है…💯

Title: Meri kabr || two line shayari