Skip to content

Pyara dost || Hindi shayari on dost

Aasman se Tod kar sitara diya hai,
Aalam-e-tanhaai mein ek sharara diya hai❤️
Meri kismat bhi naaz karti hai mujpe
Khuda ne dost hi itna pyara diya hai🥰

आसमान से तोड़ कर सितारा दिया है,
आलम-ए-तन्हाई में एक शरारा दिया है,❤️
मेरी किस्मत भी नाज़ करती है मुझपे,
खुदा ने दोस्त ही इतना प्यारा दिया है।🥰


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tu nadi || hindi shayari || true line motivation shayari

Tu nadi hai to alag apna, rasta rakhna
Na kisi raah ke pathar se vasta rakhna
Paas jayegi to khud usmein doob jayegi
Agar mile bhi samndar, to fasla rakhna💯

तू नदी है तो अलग अपना, रास्ता रखना
न किसी राह के, पत्थर से वास्ता रखना
पास जाएगी तो खुद, उसमें डूब जाएगी
अगर मिले भी समन्दर, तो फासला रखना💯

Title: Tu nadi || hindi shayari || true line motivation shayari


Na chain hai na karaar || hindi shayari

Hindi shayari || kya tumhe taras aa raha hai mere haalat par murshad...Ab na humein chain hai aur na hi karaar
kya tumhe taras aa raha hai mere haalat par murshad…Ab na humein chain hai aur na hi karaar