Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
whatsapp video status || hindi song || hindi shayari || hangover || salman khan
hangover || hindi song || whatsapp video status
teri or hi chalta gya dil ye mera
samjhaya to bahut par ye maana hi nahi tha..!!
teri yaadon mein hi itna pagl ho chuka hai ab
ye paglpan bhi hoga kabi jana hi nahi tha..!!
Title: whatsapp video status || hindi song || hindi shayari || hangover || salman khan
too chaand aur main || Hindi shayari mohobat
too chaand aur main sitaara hota,
aasamaan mein ek aashiyaana hamaara hota,
log tumhe door se dekhate,
nazadeeq se dekhane ka haq bas hamaara hota
तू चाँद और मैं सितारा होता,
आसमान में एक आशियाना हमारा होता,
लोग तुम्हे दूर से देखते,
नज़दीक़ से देखने का हक़ बस हमारा होता.
