Enjoy Every Movement of life!

Jive gareeban diyaan chhataan chon
bna ke paaniyaan de haar ve
tip tip raun akhiyaan
saade pehle pehle pyaar ute ho gai barsaat garremaar ve
Khuda ke saamne dil se ibadat kon karta hai
Tiranga hath mein lekar shahadat kaun karta hai
Ye kasmein aur vade char din mein toot jate hain
Vo laila aur majnu si mohobbat kaun karta hai 💯🙃
खुदा के सामने दिल से इबादत कौन करता है
तिरंगा हाथ में लेकर शहादत कौन करता है
ये कसमें और वादे चार दिन में टूट जाते हैं
वो लैला और मजनूं सी मोहब्बत कौन करता है।💯🙃
