Skip to content

Raat kyu tu udaas hai || 2 lines shayari

raat kyu tu udaas hai
kush pal thehar fir subaah ki aas hai

रात क्यों तू उदास है
कुछ पल ठहर फिर सुबह की आस है

Title: Raat kyu tu udaas hai || 2 lines shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil ko vehm tha || shayari sad

Dil ko veham tha
Ki vo ho jayenge humare
Aaj nhi to kal,
Lekin isko kya pta tha
Vo to ho chuke pehle he na jaane kitno k.

ਦਿੱਲ ਨੁ ਵਹਮ ਸੀ
ਕਿ ਉਹਨਾਂ ਹੋ ਜਾਣਾ ਸਾਡੇ
ਅੱਜ ਨਹੀ ਤੇ ਕੱਲ,
ਪਰ ਇਹਨੁ ਕਿਥੇ ਅਨਦਾਜਾ ਸੀ
ਕਿ ਉਹ ਹੋ ਚੁੱਕੇ ਨਾ ਜਾਨੇ ਕਿਨਯਾਂ ਦੇ.

ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻

Title: Dil ko vehm tha || shayari sad


Din bhar bechain

Din bhar bechain rehne lage hain hm
Aapki awaaz ko tarasne lage hain hm
Aur
Ishq main iss kadar dube hain
Ke aapke aitbaar ko bhi tadapne lage hain hm.

Title: Din bhar bechain