Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
ek kadam chal kar || Motivational shayari
MANZIL HAI DUR BAHUT
KOSHISH MAGAR KAR TO SAHI
MANA MUSHKIL HAI SAFAR
EK KADAM CHAL KE DEKH TO SAHI
– AMRUTA
Title: ek kadam chal kar || Motivational shayari
Ke Mohobat ho gai hame || Hindi SHayari Sad
usne ek baar jo dekha
wo kya dekha
ke mohobat ho gai hame unse
fir ek baar na usne dekha
उसने एक बार जो देखा
वो क्या देखा
के मोहोबत हो गई हमें उनसे
फिर एक बार न उसने देखा

