Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Matlab ke liye rishta nibhaya || hindi shayari
Na duniya ki samaj na logo ki parakh
Hmari aapki mohabbat me bas itna farak
aapne matalab ke liye rishta bnaya humne usi rishte ko dil se nibhaya🥀
ना दुनिया की समझ ना लोगों की परख
हमारी आपकी मोहब्बत में बस इतना फरक
आपने मतलब के लिए रिश्ता बनाया हमने उसी रिश्ते को दिल से निभाया 🥀
Title: Matlab ke liye rishta nibhaya || hindi shayari
Mujhe bolna nahi aata || love hindi shayari
Mujhe bolna nhi aata
Usse sabr karna nhi aata
Mai kese kahu mujhe mohabbat hai usse
Us pagal shakhs ko meri akhon ko padha bhi nhi aata😑
मुझे बोलना नही आता
उसे सब्र करना नही आता
मैं कैसे कहूँ मुझे मोहोब्बत है उससे
उस पागल शख्स को मेरी आँखें पढ़ना भी नही आता😑

