Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aam Mila Kerte Hain || True love shayari
Muhabbat Mujhe Tum Se Nahi Tere Kirdaar Sey Hai
Warna Haseen Log To Bazar Me Aam Mila Kerte Hain.
Title: Aam Mila Kerte Hain || True love shayari
Is trah kabhi pyar nahi hota || sad Hindi shayari
Dard hai dil mein par iska ehsaas nhi hota hai
Rota hai dil jab vo paas nhi hota hai
Hum bedard ho gye uske pyar mein
Aur vo kehte hain is trah kabhi pyar nhi hota hai 💔
दर्द है दिल में पर इसका एहसास नही होता है,
रोता है दिल जब वो पास नही होता है,
हम बर्बाद हो गये उसके प्यार में,
और वो कहते हैं, इस तरह से कभी प्यार नही होता है💔


