
Jadon vi dekhde haan rabb yaad aa janda e..!!

Likhne ko to hm kitaab bhi likh sakte the,
Har panne par tumhare alfaaz likh sakte the,
Magar khuda ko ye manzoor kahan tha,
Warna hm to apne khoon se tumhara naam likh sakte the.
@80rullah
Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤
होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤