Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumne kaha tha hum || Ehsas shayari
Tumne kaha tha hum ek h toh fr ek krdo na .
Kyu hmesha sbkuch bolna padta h kbhi ehsao ko bhi smjho na.
Yu ek h ek h keh kr zindagi kha kat ti h..tum mere ho ye bhi kbhi jtao na..
Chlo aap pass baitho kuch krte h baate ..
Yaad h tumhe ek waqt tha jab tumhare kande pe Kat ti thi meri raate ..
Title: Tumne kaha tha hum || Ehsas shayari
Mera saya to nahi || two line hindi shayari
Muddton baad darwaze par koi aaya hai
Dar hai, kahi mera hi saya to nahi…🙌
मुद्दतों बाद दरवाज़े पर कोई आया है,
डर है, कहीं मेरा ही साया तो नहीं…🙌
