
Yun toh woh kehte the k tumahri rag
rag se hum wakif hain
magr shayad unse yeh janne me bhool ho gayi thi
ke hamari rag rag toh woh khud hai

julphon ko phaila kar jab koee mahabooba kisee aashik kee kabr par rotee hai,
tab mahasoos hota hai ki maut bhee kitanee haseen hotee he…
जुल्फों को फैला कर जब कोई महबूबा किसी आशिक की कब्र पर रोती है,
तब महसूस होता है कि मौत भी कितनी हसीं होती हे…..
Ohnu dekhe bina bhawe kinne hi din langh gaye hon
par akhan vich vasi tasveer ajhe v
taazi di taazi pai
ਉਹਨੂੰ ਦੇਖੇ ਬਿਨਾ ਕਿੰਨੇ ਹੀ ਦਿਨ ਲੰਘ ਗਏ ਹੋਣ
ਪਰ ਅੱਖਾਂ ਵਿੱਚ ਵਸੀ ਤਸਵੀਰ ਅਜੇ ਵੀ
ਤਾਜੀ ਦੀ ਤਾਜ਼ੀ ਪਈ ਏ