Enjoy Every Movement of life!
Ankhein hasti hai, magar dil ye rota hai
Jise hum apni manzil samjhe hain
Uska humsafar koi aur hi hota hai💔
आँखे हँसती हैं, मग़र दिल ये रोता है,
जिसे हम अपनी मंजिल समझे हैं,
उसका हमसफ़र कोई और ही होता है।💔
Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink

