Skip to content

Unke message se pyar ho gya tha… 💕

Unki taswir se lagaoo ho gya tha… 😍

Unke ek message se dil chakna chur ho gya… 💔

Unke ek lafaz se me kitna dur ho gya… 🕊️

Title: Reject in love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil lagane ke kabil || two line shayari

Khoobsurat bohot hai tu lekin, dil lagane ke kabil nahi hai….. 
Aur Nigahon sa tere mujrim koi katil nahi hai…

खूबसूरत बहुत है तू लेकिन, दिल लगाने के काबिल नही है..
और निगाहों सा तेरे मुजरिम कोई कातिल नहीं है…

Title: Dil lagane ke kabil || two line shayari


Kabhi laut kar na aayunga || sad but true shayari

Ruuth lo jitna ruthna hai 
Mein aakhri saans tak manaunga,
Lekin jis din mein ruutha na 
Toh kabhi laut kar nahi aaunga🙃💯

रूठ लो जितना रूठना है में
आखरी सांस तक मनाऊंगा,
लेकिन जिस दिन में रूठ ना
तो कभी लौट कर नहीं आऊंगा🙃💯

Title: Kabhi laut kar na aayunga || sad but true shayari