Skip to content

Riste ajeeb se🙂 || sad but true || two line hindi shayari

Jab Se Dekhi Hai Hamne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se🙂

जब से देखी है हमने दुनिया करीब से
लगने लगे है सारे रिश्ते अजीब से🙂

Title: Riste ajeeb se🙂 || sad but true || two line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jaan deewani teri || love shayari || Punjabi status

Gaur taan kar lai kamli te
Hoyi jaan deewani teri e..!!
Tere piche rul gyi zind masum
Tenu fikar Zara na meri e..!!

ਗੌਰ ਤਾਂ ਕਰ ਲੈ ਕਮਲੀ ‘ਤੇ
ਹੋਈ ਜਾਨ ਦੀਵਾਨੀ ਤੇਰੀ ਏ..!!
ਤੇਰੇ ਪਿੱਛੇ ਰੁਲ ਗਈ ਜ਼ਿੰਦ ਮਾਸੂਮ
ਤੈਨੂੰ ਫ਼ਿਕਰ ਜ਼ਰਾ ਨਾ ਮੇਰੀ ਏ..!!

Title: Jaan deewani teri || love shayari || Punjabi status


Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari

Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯

हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है 
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है 
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

Title: Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari